Grah Dosh Door Karne ka Saral Totka || अब सारे गृह दोष एक साथ होंगे दूर | इस आसान और प्रभावी टोटके से ||

By | July 1, 2017

Aaj ke samay har vyakti kisi n kisi samshya se grasit hai. Grah ke prabhav manshya ke jeevan ko barbaad kar deta hai. Shani , Raahu , Ketu , aur Mangal ye grah agar aapke anukool hai to  jeevan me sab theek chalta rahta hai. Kitnu yadi ye grah aapke anukool nhi rahte hai to  aapka jeevan mushibato se ghir jata hai. Graho ke pratikool prabhav se jeevan me aarthik pareshaniya, saririk pareshaniya, ghar me kalah, naukri me adchan, aur vivah me deri is tarah pareshaniya hi pareshaniya jeevan me aa jati hai. 

 

Ye pata lagana ki aap kis grah dosh se pareshan hai iske liye aapko kisi jyotish ke paas jana padta hai aur in graho ki shanti ke upaay bhi bahut mahange hote hai, ek to jeevan me pahle se pareshaniya aur uper se itne paise dekar grah dosh ka nivaran karvana kaha uchit hai. Aaj ham aapko ek ese parikshit totke ke vishay me batane jaa rhe hai jo sabhi Grah Dosho me laabhkari hai aur saral bhi hai. 

 

Grah Dosh Shanti upaay :

Ek Gola le le (nariyal ke ander ke bhag ko gola kahte hai ) yah gola aapko kisi bhi pansari ki dukaan se asani se uplabdh ho jayega. Ab is gole me upar se mota se chhed kar le aur is chhed me ganne ka ras bhar de | Esa karne ke pashchat aap ab is Gole me Bura ya Khand ya sakkar jo bhi uplabdh ho koi ek lekar is Gole me dalte jaye tab tak dalte jaye jab tak ki yah poora n bhar jaye | Ab is gole ko aap kisi chiti ke bil ke 1 foot paas me 1.5foot jameen ke neeche dabaa de aur uper se mitti se dhak de. Jaise hi is Gole ko chitiya khane lagegi aap ke grah dosh door hone lagenge. 

Ek baat ke dhyan de yah gola 3 mahine tak chalega | Lagbhag 3 mahine me chitiya is Gole ko poora kha jayega. 3 Mahine baad is prayog ko aap dubara se kar le. 

  पितृदोष दूर करने का सरल उपाय :

uLtimate Gyan hamesha se aapke kasto ke nivaran ke liye samay samay par achook samdhan lekar aata hai. Fir bhi kisi vyakti ki koi samshya rah jati hai to vah apni samshya comments me likh sakta hai. 

For Video : Click here

Thanks 

 

12 thoughts on “Grah Dosh Door Karne ka Saral Totka || अब सारे गृह दोष एक साथ होंगे दूर | इस आसान और प्रभावी टोटके से ||

    1. TARUN SHARMA Post author

      Dear Harsh You Can call at 7027140920

  1. VINOD SAHU

    डिअर पंडित जी,

    मुझे यह उलटिमात ज्ञान बहुत ही अच्छा लगता क्योंकि इसमें मेरी जानकारी के लिए बहुत कुछ हे लेकिन कुछ ज्ञान ऐसा हे जो की मुझे नहीं हे किर्पिया मुझे इसकी जानकारी दे
    में जानना चाहता हु की में अपने घर में पूजा कैसे करू क्योकि मेरे घर में काफी सारे भगवान हे
    किर्पिया मुझे इसकी जानकारी दे

    1. TARUN SHARMA Post author

      प्रिय विनोद जी , अल्टीमेट ज्ञान में आपका स्वागत है | आप पहले सुनिश्चित करें की आप पूजा किसी एक देव की करना चाहते है या फिर सभी देवों की एक साथ में | यदि आप अपने ईष्ट देव की पूजा करना चाहते है तो उनका नाम बताएं |

      घर पर सामान्यतः पूजा कैसे करें | इसके लिए शीघ्र ही नया post प्रकाश में लाया जायेगा |

      जुड़े रहे अल्टीमेट ज्ञान से

      धन्यवाद्
      Tarun Sharma

  2. S P Dubey

    Hon holiness
    Pranam
    Please guide for facing job difficulty and interview success mantra and totake .

    अग्निना रयिमश्नवत्पोषमेव दिवेदिवे ।
    यशसं वीरवत्तमम् ॥३॥

    Thank you

  3. Gunjan

    N amastey sir
    Mein he janna chati hu ki ye nariyal Wala totka kaun se din karna hai aur Kya me ye apne Pati ke liye kar sakti hu Aur ha to kaise
    Please mujhe bataiye mere Pati bohot pareshan hai.

    1. TARUN SHARMA Post author

      हाँ, गुंजन जी आप इसे अपने पति के लिए कर सकती है | किसी भी दिन आप इस टोटके को कर सकती है | post में दी गयी जानकारी के अनुसार आप इस टोटके को करें | और अधिक जानकारी के लिए आप आचार्य जी से फ़ोन करके भी पता कर सकती है Phone No. 7027140920

  4. DEEPAK

    GURUJI,

    KYA APP MUJHE MERE EMAIL ID PE YE APKE BLOG MAIN VASTU DOSH NIWARAN KE UPAY KE BARE MAIN BATAINGE………

    DEEPAK

  5. Prashant tiwari

    Mere mai rahu dosh hai wo bhi neech grah m h uske liye kya upaye kro m sir ji

    1. TARUN SHARMA Post author

      आप इस post में दिए गये उपाय को तो अवश्य करें और राहू दोष शांति हेतु आप आचार्य जी से फ़ोन द्वारा सम्पर्क कर अच्छे से जानकारी प्राप्त कर सकते है |
      आचार्य जी contact no 7027140920

      अल्टीमेट ज्ञान से जुड़ने के लिए धन्यवाद |

  6. Neelam

    That gola, do we have to inside or outside the house boundary.
    Please reply

Comments are closed.